[Chorus]
Jhoomti hai ye zameen, jhoomta hai aasmaan
Jhoomte hai taare saare, jhoomta hai ye jahaan
Jhoomti hai raat aaj khushiyon ka hai ye sama
Aaya Masih, aaya Masih
[Verse 1]
Paigaam muhabbat ka leke vo aaya
Humko bachaane duniya mein aaya
Paigaam muhabbat ka leke vo aaya
Humko bachaane duniya mein aaya
Papon se mukti dilane vo aaya
Aaya Masih, aaya Masih
[Chorus]
Jhoomti hai ye zameen, jhoomta hai aasmaan
Jhoomte hai taare saare, jhoomta hai ye jahaan
Jhoomti hai raat aaj khushiyon ka hai ye sama
Aaya Masih, aaya Masih
[Verse 2]
Jeevan ki jyoti jalaane vo aaya
Mukti ki rah dikhane vo aaya
Jeevan ki jyoti jalaane vo aaya
Mukti ki rah dikhane vo aaya
Khuda se milane zameen pe vo aaya
Aaya Masih, aaya Masih
[Chorus]
Jhoomti hai ye zameen, jhoomta hai aasmaan
Jhoomte hai taare saare, jhoomta hai ye jahaan
Jhoomti hai raat aaj khushiyon ka hai ye sama
Aaya Masih, aaya Masih
Post a Comment