Daro Mat Chup Chap Khade Raho, Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho

 Chorus)

Daro Mat Chup Chap Khade Raho,
Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 4

Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 2
Chup Chap Tum Khade Raho

Daro Mat Chup Chap Khade Raho,
Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 2

(1)
Purvi Hawayein Jab Chalti Hai,

Khushq Zamin Ho Jati Hai – 2
Paniyo Ka Dher Lag Jata Hai,

Unchi Diwar Ban Jati Hai – 2

Daro Mat Chup Chap Khade Raho,
Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 2

Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 2
Chup Chap Tum Khade Raho

Daro Mat Chup Chap Khade Raho,
Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 2

(2)
Wo Hi Pani Jo Darata Tha,

Aur Rasta Bhi Na Deta Tha – 2
Hukm E Khuda Se Wohi Pani,

Bas Murda Ho Baitha Tha – 2

Daro Mat Chup Chap Khade Raho,
Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 2

Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 2
Chup Chap Tum Khade Raho

Daro Mat Chup Chap Khade Raho,
Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 2

(3)
Khudawand Ki Sanna Mai Gaunga,

Jalal Se Fatah Mand Hua – 2
Khudawand Mera Sahib E Jung Hai,

Khudawand Mera Jor Mera Kila – 2

Daro Mat Chup Chap Khade Raho,
Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 2

Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 2
Chup Chap Tum Khade Raho

Daro Mat Chup Chap Khade Raho,
Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 2

kaam Dekho Kaam Dekho – 2
Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 2

Chup Chap Tum Khade Raho

Daro Mat Chup Chap Khade Raho,
Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 4

Post a Comment